متحدہ قومی موومنٹ کے رہنما ڈاکٹر فاروق ستار نے بدھ کی شب ایک پریس کانفرنس کی جس میں متحدہ کے وکلاء پر تشدد کا ذمے دار انہوں نے مسلم لیگ نون اور بار کے ذمہ داران کو قرار دیا۔
ان کا کہنا تھا کہ ’شرپسندوں نے فطری رد عمل کی آڑ میں اپنے مقاصد حاصل کرنے کی کوشش کی جس کے نتیجے میں ایک اور سنگین واقعہ رونما ہوا اور طاہر پلازہ میں پانچ پاکستانی شہریوں کو زندہ جلایا گیا۔ یہ بدترین جنونیت ہے اس کے علاوہ اس کو اور کوئی نام نہیں دیا جاسکتا ہے۔‘
Source: BBC Urdu
hahahaha... lolz... yaar kamal hi bayan aatay hain mqm k... PML-N khi mein kuch kerwa sakti hai... rofl... farooq sattar saab koi realistic byan dein, unki itni oqaat kahan k altaf bhai k ilaaqay mein par maarein... btw if mqm is so peace lovin n sacrificing party, then y did it start protest on afgan issue on first hand? it shld have protested in media only, y did it come to streets??? jab 12 may ko CJ khi gaya to mqm ki taraf se sab qatl-o-ghaarat ka zimmedar usay kaha gaya... the justification was "usay aana hi nahi chahiye tha, woh aaya hi kyun, woh aaya to shehr k halaat kharab ho gaye"
to bhai ab mqm ki isi logic k tehat mqm is responsible for all ppl killed in khi on wednesday april 09 2008... mqm ko road ya bar council mein protest kerna hi nahi chahiye tha, usnay kia hi kyun, jab tv per bayan day diya to protest ki kia zaroorat thi, kia mqm ko shehr ka aman pasand nahi? kia mqm khi k logon ko sakoon se nahi dekhna chahti?phir 2ndly arbab rahim k saath jo huaa mqm k mutabiq govt. ko us per qom se maafi mangni chahiye... ab kyun k mqm ki hi logic k tehat saabit hota hai k 9 april ko mernay walon ki zimmedaar mqm hai to kia usko qom se maafi nahi mangni chahiye is baat per... ?
mqm k byan bohut interestin hotay hain waisay aaj kal...
No comments:
Post a Comment